Aik bachay ne dukandaar ko zyada diye gaye paisay wapas kar diye. Dukandaar itna mutasir hua ke us ne kaha: "Tumhari diyanat daari tumhein bohat aagay le jaye gi."
Read in Urdu script
اردو رسم الخط